aaj ab jab ki ujad gaya hai aasiyana , to tufha ka malaal kis se kije;
badal rahi hai kuch sahar ki hawa, dile-nada ab ethabaar kiska kije;
raha na fark koi dost aur dusmano m, ab bhala ristho ka kaarbaar kya kije
ab to yeh jindagi bhi ban gayi hai hala, bhala ab mout se bhi jindagi ki fariyad kya kije."
No comments:
Post a Comment