ek chuban hai jo kisiko sunayi na degi
ek pal mein jisne kabhi di dastak hume
us raat ki baat kabhi batayi na jayegi
jab kabhi hum yaad kare usko
muskurate hain hoth aarzoo ki chamak
aankhon se bayan kar diya karte hain
aajab si kashish hoti hai par kya kare
zubaan humse hi naraaz ho jati hai
kasam humne khayi thi ki saath nibhayenge
is janam mein hum apni mohabbat lutayenge
zara aasman ko baarish se pyaar karna bhi sikayenge
barsenge is kadar hum aap par ki zara jahaan humara saath nibhayega
written by nids
No comments:
Post a Comment