Friday, October 9, 2009

dil kuch kahta hai

ahista ahista koi chu gaya aisa lagta hai,
madhosh hume kar gaya dil kehta hai,
par jane anjane mein koi hume paas bulagaya aisa lagta hai..
magar hum kisko bataye yeh dil kya kehta hai

written by nids

No comments:

Post a Comment